Skip to main content

ode to Dr. APJ Abdul Kalam


Lakhon dilon ki dhadkan hain aap,
Umeedon ki kiran hain aap,
Achayi ke farishte hain aap,
Gyaan ke aap hain sagar,
Barat ko uchayio pe pahunchane wale,
Safaltaon ke shikar ko chuwane wale,
Insaan hain aap.
Kalam ji aap khin nhi gye,
Aap humare sath the,
Ho,
Aur humesha rhoge.
Humare dil mai zinda rhoge app dhadkan bnke,
Rhoge aap suraj ki kirno mai sbko umeedon ki roshni dene k liye,
Sheetal hwaaa mai rhoge aap har zindagi ko thandak dene k liye...
Aap khi nhi gye...
Humare the humare ho aur humare hi rhoge....
Kho na aap bhi,
Kho ki aap humesha humara sath doge!

Comments

Popular posts from this blog

Kya paisa hi sab kuch hota hai?

Kya hai paisa apke liye? Rishton se zyada? Kya krta hai ye humesha sath nibhane ka waada? Khushiya deta hai ye? Kya isne apke ansoo peeye? Kya hai paisa doston apke liye...

Kyunki kuch log bas bolte nhi hain

Kuch log naa bolte hai naa btaate hain, Magar haar modh pe zindagi ke wo pyaar jtaate hain... Kuch log har gum chipaate hai, Lgti baatein aur saare dard ke zeher wo pee jaate hain... Kyunki Kuch log baas saath nibhaatein hai... Chehron pe agar ek musskaan dene ke liye kuch aansoo peene pdhe to koi bdi baat nhi, Shehed si ho har ek baat tumhari jo tumne khi... Fir bhi agar kisiko acha nhi keh skte to chup Hi rehlo mere yaar, Apni tarafse jitna kr skten hain krte hain wo jo tumse krte hain sacha pyaar... Khush rho khush rakhna seekho Zindagi bht chotisi hai yhaan klka kuch pta nhi, Esi jgah bnao dilon mai ki yaad aao tum mrke bhi... -Shree

Khin Kaash naa kehte reh jaaye!