Skip to main content

Badho aage badho...

Badho Aage badho,
Hwaa mai bhi tum udaan bhaaro,
Magar zameen se naata naa todho.

Jo hasil kiya hai uspe naaz kro,
Jo hasil krna hai uske liye har dum zindagi ki jangh ladho,
Magar uss khuda ki shakti ko sdaa yaad kro.

Na kuch laaye the,
Naa kuch leke jaoge,
Bas iss duniya ko tum achi buri yadeein de jaoge.

Chlo dekhte hain iss jhaan mai tum kitni muskurahatein felaoge?

Comments

Post a Comment