Kuch log naa bolte hai naa btaate hain, Magar haar modh pe zindagi ke wo pyaar jtaate hain... Kuch log har gum chipaate hai, Lgti baatein aur saare dard ke zeher wo pee jaate hain... Kyunki Kuch log baas saath nibhaatein hai... Chehron pe agar ek musskaan dene ke liye kuch aansoo peene pdhe to koi bdi baat nhi, Shehed si ho har ek baat tumhari jo tumne khi... Fir bhi agar kisiko acha nhi keh skte to chup Hi rehlo mere yaar, Apni tarafse jitna kr skten hain krte hain wo jo tumse krte hain sacha pyaar... Khush rho khush rakhna seekho Zindagi bht chotisi hai yhaan klka kuch pta nhi, Esi jgah bnao dilon mai ki yaad aao tum mrke bhi... -Shree
N that's the irony that still people calculate relations n want to c love in them .
ReplyDeleteSorry guys - not posSible .
R teacher is right . U can hv a "" successful heart by pass surgery ""with money,, but can't make the heart beats run for u .
True sir... Very very true... Sbko smjh ata hai ki kisne Kya kis liye kia... Tbhi sache dilse kro kuch bhi tbhi dil jeet paoge... Paise to hathon ka mail hai mgr sache saaf dil log nhi milenge...mile toh jane naa do yhi smjhdari hai....
Delete