Skip to main content

Kya khoob farmaya hai!

Kissi ne khoob farmaya hai ki,
Kuch bhi bnne se pehle,
Ek acha insaan bno!
Magar mai kehti hu ki,
Ek acha insaan bnne se pehle,
Zra tum insaan to bno!
Kissi ki bhawnao ke sath khelne ki jagah,
Uske dil ka haal smjhlo.
Nafraton ke andheron se zra,
Pyaar ke ujaalo ki oar chlo.
Kuch bhi bnne se pehle yaro,
Zra insaniyat ke farishte tum bno...

-Shreeya Katyal

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Kya paisa hi sab kuch hota hai?

Kya hai paisa apke liye? Rishton se zyada? Kya krta hai ye humesha sath nibhane ka waada? Khushiya deta hai ye? Kya isne apke ansoo peeye? Kya hai paisa doston apke liye...

Kyunki kuch log bas bolte nhi hain

Kuch log naa bolte hai naa btaate hain, Magar haar modh pe zindagi ke wo pyaar jtaate hain... Kuch log har gum chipaate hai, Lgti baatein aur saare dard ke zeher wo pee jaate hain... Kyunki Kuch log baas saath nibhaatein hai... Chehron pe agar ek musskaan dene ke liye kuch aansoo peene pdhe to koi bdi baat nhi, Shehed si ho har ek baat tumhari jo tumne khi... Fir bhi agar kisiko acha nhi keh skte to chup Hi rehlo mere yaar, Apni tarafse jitna kr skten hain krte hain wo jo tumse krte hain sacha pyaar... Khush rho khush rakhna seekho Zindagi bht chotisi hai yhaan klka kuch pta nhi, Esi jgah bnao dilon mai ki yaad aao tum mrke bhi... -Shree

Khin Kaash naa kehte reh jaaye!