Insaan umar se nhi, gyaan se bdha hota hai, apne sanskaar se bdha hota hai, kuch krne ki chah se bdha hota hai, doosron ko sahyog krnese se bdha hota hai!
Age is just a number!
Jb prashan utha tha Mahdev ke samne ki koi bhi kaam krnese pehle kiska ashirwad liya jayega?Kiski Pooja ki jayegi?
Tb sb Devo mai ldayi hogyi, sbko lga wo hi kabil hain aur hkdar hai pooje jaane ke.
Iss karan Shivji ne ek pratiyogita rakhi aur kha ki jo sbse pehle poore bhahmand ka chkkr lgake Kailash lotega whi pratham poojneeye hoga. Tb Suray dev, Inder dev, Vayu dev aur sbhi baki dev aur Kartike v Ganesh ji ne bhi iss pratiyogita mai bhag liya.
Jhan sbhi dodh mai lge the whi Ganesh ji bs apne Maa Baap ke charno mai jhuke the.
Tb unse prashan kia gya ki tum kyu ni bhag rhe?ese to tum har jaoge.
Aur iss par Vhign Hrta, Gannu bhaiya ne kha ki,
"Iss haar mai bhi meri jeet hai, mere Maa Baap hi mera poora sansaar hain."
Aur iss trh apni shradha aur pyaar se Shivji ka man moh liya.
Aaj Gannu Bhaiya isiliye pratham poojneeye hain kisi bhi kary ke shubh arambh ke liye...
Shreeya Katyal

ॐ असतो मा सद्गमय । तमसो मा ज्योतिर्गमय । मृत्योर्मा अमृतं गमय । ॐ शान्तिः शान्तिः शान्तिः
-Dil Kii AwaazShreeya Katyal
All blessfull
ReplyDeleteMeaningfull
Informatory
Loving
Gunnu bhaiya ki jai ho