Skip to main content

Age is just a number says Gannu Bhaiya!

Insaan umar se nhi, gyaan se bdha hota hai, apne sanskaar se bdha hota hai, kuch krne ki chah se bdha hota hai, doosron ko sahyog krnese se bdha hota hai!
Age is just a number!

Jb prashan utha tha Mahdev ke samne ki koi bhi kaam krnese pehle kiska ashirwad liya jayega?Kiski Pooja ki jayegi?
Tb sb Devo mai ldayi hogyi, sbko lga wo hi kabil hain aur hkdar hai pooje jaane ke.
Iss karan Shivji ne ek pratiyogita rakhi aur kha ki jo sbse pehle poore bhahmand ka chkkr lgake Kailash lotega whi pratham poojneeye hoga. Tb Suray dev, Inder dev, Vayu dev aur sbhi baki dev aur Kartike v Ganesh ji ne bhi iss pratiyogita mai bhag liya.
Jhan sbhi dodh mai lge the whi Ganesh ji bs apne Maa Baap ke charno mai jhuke the.
Tb unse prashan kia gya ki tum kyu ni bhag rhe?ese to tum har jaoge.
Aur iss par Vhign Hrta, Gannu bhaiya ne kha ki,
"Iss haar mai bhi meri jeet hai, mere Maa Baap hi mera poora sansaar hain."
Aur iss trh apni shradha aur pyaar se Shivji ka man moh liya.
Aaj Gannu Bhaiya isiliye pratham poojneeye hain kisi bhi kary ke shubh arambh ke liye...

ॐ असतो मा सद्गमय । तमसो मा ज्योतिर्गमय । मृत्योर्मा अमृतं गमय । ॐ शान्तिः शान्तिः शान्तिः
-Dil Kii Awaaz
Shreeya Katyal

Comments

  1. All blessfull
    Meaningfull
    Informatory
    Loving

    Gunnu bhaiya ki jai ho

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Kya paisa hi sab kuch hota hai?

Kya hai paisa apke liye? Rishton se zyada? Kya krta hai ye humesha sath nibhane ka waada? Khushiya deta hai ye? Kya isne apke ansoo peeye? Kya hai paisa doston apke liye...

Akhir Kaun hai khuda wo?

Maine sunna hai saari dharti wo chalata hai, Bigade kamo ko bhi wo bnata hai. Koi mandir mai, To koi mazjid mai usse pata hai, Kbhi rabh, kbhi khuda to kbhi bhagwaan wo kehlata hai, Akhir kaun hai khuda wo, Itna sab kr rha hai Jo! Koi har subah Maa ke charno mai usse hai pata, Koi murti ke roop mai hai usse mandir mai sajata, Kisike liye uska sacha pyaar hai wo, Ek begaraj rishta, Kisika poora sansar hai wo, To koi bhagwaan manta hai apne pita ko... Rahat ke kuch pal jhaan hum paate hain, Ussi sache darbar pe jaake saare gum hum bhool jaate hain. Ek shanti ka ehsaas hai, Ek pyaar ka hai wo roop, Dil se hai juda hai, Wohi tumhara sacha khuda hai. Har taraf har jagah har khin pe hai uska noor, Wohi to hai Jo krta hai humari har mushkil ko door... Khuda aur kuch nhi Bas wp aseem shakti hai, wo sacha pyaar hai, wo vishwas hai, ek ehsaas hai, sbse khaas hai, kehke bhi ek ankhasa raaz hai! - Dilse!